Ask Mufti Tariq Masood | 358th Session - Masail Ka Hal
Description
(0:00 ) Intro
(0:04 ) Restaurant ki job mein namaz kaise parhein?
(1:57 ) FreeFire game khelna jaiz hai?
(2:37 ) Apni cricket shirt pe naam likhwane ka hukam?
(2:55 ) Andheray mein ya aankhein band kar ke namaz parhna jaiz hai?
(3:20 ) Shohar ne kaha “tum chhorr do” — kya talaq ho gayi?
(4:35 ) Qur’an khawani mein jaana aur khana khana jaiz hai?
(5:09 ) Juma ke din Surah Kahaf parhne ka behtareen waqt?
(5:23 ) Kya budi aurat Nabi ﷺ par kooda phenkti thi — kya ye riwayat sahih hai?
(6:27 ) Maa aur biwi ki ladai mein mard kya kare?
(8:38 ) Shohar ka be-auladi ke taane dena aur talaq ki dhamki dena?
(10:18 ) Kya Nabi ﷺ ne napaaki mein fajr ki namaz padhi thi?
(11:04 ) Kya bistar pe khana khane se rizq kam hota hai?
(11:46 ) Cash counter pe Qur’an tilawat chalana — be-hurmati?
(13:25 ) Ghar ki virasat ka masla kya hai?
(17:47 ) Kya ek waqt mein 4 se zyada biwiyan rakhna haram hai?
(18:09 ) 18 saal se kam umar mein shadi ke liye jali documents banana?
(23:51 ) Zakaat sotaili maa ya behnon ko dena jaiz hai?
(24:23 ) UK cash-in-hand job ki earning halal hai?
(25:05 ) Shohar ne kaha “chhorr diya” — kya talaq ho gayi?
(27:52 ) Bachay se zabardasti Qur’an hifz karwana?
(29:31 ) Nashay mein kai baar talaq dene ke baad bhi maa baap saath reh rahe ho to?
(31:08 ) Allah ke naam ka locket pehnna jaiz hai?
(31:15 ) Nalkay se wuzu mein 3 baar kaise paani bahayein?
(32:04 ) Chhote bachay ko god mein le kar bheek mangna?
(33:08 ) Indian qaumi tarana sunna jaiz hai?
(33:30 ) Paidaish ke 15 din baad aurat paak ho jaye to shohar humbistari kar sakta hai?
(34:52 ) MS Office letters type karne ki income halal hai?
(35:57 ) Diwali ki mithai khana jaiz hai?
(36:37 ) Wuzu mein nalkay ke neeche 3 baar paani bahana kaise karein?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.